Instagram kya hai aur ise kaise use karte hain. 2022

Instagram kya hai aur ise kaise use karte hain. 2022

Instagram

Instagram kya hai aur ise kaise use karte hain : Hello doston kaise ho aap sab log aapka hamare blog per tahe Dil se swagat hai aaj hi is post ke madhyam se ham aap logon Ko Instagram ke bare mein kuchh mahatvpurn jankari share karne Wale Hain. is post ki sahayata se ham aap logon Ko bataenge ki Instagram kya hota hai aur aap iska prayog kaise kar sakte hain kyunki bahut sare log aise Hain. Jo abhi tak Instagram ke bare mein acche se jankari nahin rakhte hain aur jankari pane ki talash mein idhar udhar ghumte rahte Hain. to doston agar aap aisi hi kisi post ki talash mein Lage hue hain Jahan per aapko Instagram ke bare mein vistar se pata chal sake to doston aap bilkul sahi jagah per a chuke hain.

Jahir si baat hai aapke man mein jarur yah sawal aaya hoga ki Instagram kya hota hai aur iska prayog kaise kiya jata hai agar yah aapke man mein sawal uth raha hai. to aapke sawal ka jawab is artical mein bahut hi dhyanpurvak aur vistar se bataya jaega aapke man mein Instagram se sambandhit jo bhi sawal chal Raha hai. har ek sawal ka jawab ham aapko is post ke madhyam se denge.

Agar aap soch rahe hain ki Instagram kya hota hai aur iska prayog kaise kiya jata hai aur is per ham apna account banakar kaise taiyar kar sakte hain. to chinta na Karen kyunki aaj ke bad aisa koi bhi sawal aapke man mein nahin aaega. kyunki Aaj is post ke madhyam se aap Instagram ke bare mein sari jankari prapt kar lenge.

Instagram kya hota hai aur iska matlab kya hai.

meaning of instagram : Sabse pahle hamen is post mein yah Jaan lete Hain ki Instagram ka matlab kya hota hai aur doston Instagram ko do shabdon SE jodkar banaya Gaya hai yah to aap logon ko pata hi hoga agar nahin jante to is jankari ko follow karne ke bad aap Jaan lenge.

instant+camera=instagram

Ine donon shabdon ko jodkar Instagram ka Nirman Kiya Gaya hai jab aap koi bhi photo Instagram per share karna chahte hain to Instagram per aap kar sakte hain. sabse pahle Instagram ko 2010 mein October mein IAS operating system yani ki Apple ke liye hi launch Kiya gaya tha lekin bad mein 2 sal bad Instagram ko Android mobile ke liye bhi launch kar diya Gaya. yah hai application 33 bhashaon mein uplabdh hai aur aap ise 33 bhashaon mein prayog kar sakte hain.

Instagram kya hai.

Ham aapki jankari ke liye batana chahenge Instagram bhi social networking website ke category mein hi aata hai. jis prakar se Facebook, Twitter, YouTube aata hai usi tarike se Instagram bhi social network site ki tarah hi Kam Karta hai. Jaise YouTube per ham koi bhi video share karte rahte hain usi tarike se Instagram per bhi ham photo share kar sakte hain Aaj hi is per ham ek ya do minut ka video bhi share kar sakte hain.

Aur aap log Instagram per kisi bhi purane dost ya FIR naye dost se ya FIR family friend se connect hokar rah sakte hain aur iske liye aapko use friend ko follow karna padta hai. iske liye follow wale button per aapko click kar dena hai aur aapko apni marji ke anusar apni setting ko setup kar lena hai.

Jis tarike se aap Facebook per Apne friend banate hain aur friend banane ke liye aapko friend request send karni padati hai. usi tarike se aapko Instagram mein follow wale button per click karke aage badhana padta hai. aur iske bad hi jab vah aapki follow ko accept kar leta hai to uske bad aap uske followers ban jaate Hain aur use friend ke sath connect ho jaate Hain. aap usse chatting kar sakte hain aur iske madhyam se aap video call bhi kar sakte hain Kai sare kam aap Instagram ke madhyam se kar sakte hain. yah duniya ki Sabse popular photo sharing website hai aur iski popularity din pratidin badhati ja rahi hai.

Instagram application download kaise karen.

Instagram application mein account banane ke liye sabse pahle aapko is application Ko download karna padega. Instagram application Ko download karne ke liye sabse pahle aapko Google Play Store per chale jana hai.

Google Play Store per pahunch jaane ke bad aapko upar ki taraf ek search box dikh Raha hoga jis per aapko click karne ke bad Instagram likhkar search kar dena hai. itna kar lete hain to aapke samne sabse upar Instagram application a jata hai is tarike se aap Instagram Ko download kar sakte hain. download karne ke bad aapko is application mein login kar lena hai.

[quads id=5]

 

Jab aap ismein login kar lete hain to ismein aapko new account create karne ka ek option dikhai deta hai. jis per click karne ke bad aapko ismein apna account banakar taiyar kar lena hai.

Jab aap ismein apna account banaa lete Hain to aap Instagram ke andar enter Ho jaate Hain ab ismein aapko mukhya roop se panch option dikhai dete Hain.

1) Home

Aap dekh sakte hain sabse upar aapki profile ki photo ke sath UN logon ki profile bhi dikhai jaati hai jinko aap follow karte hain aur iske sath hi jo log koi bhi naya photo ya video upload karte hain. to uska photo video aapko bhi dikhaya jata hai jis per aap react kar sakte hain kahane ka matlab aap use post per like aur comment kar sakte hain.

2) search

Dusra option aapko search ka dikhai de raha hoga search wale button per click karte hi aapko UN logon ki photo video dikhai jaati hai. jo ki kafi jyada popular hote hain aur sabse jyada dekhe jaane wali video bhi aapko dikhai jaati hai.

3) +icon

Ab aapko ek Plus ka icon dikh Raha hoga agar aap koi bhi video ya photo share karna chahte hain to Plus wale icon per aapko click kar dena hai. click karne ke bad aap sidhe gallery mein pahunch jaate Hain gallery mein pahunchne ke bad aap koi bhi chij select karke share kar sakte hain.

4) heart’ icon

Ab aapko screen per heart ka ek icon dikh Raha hoga jis per click karte hi aapko UN logon ki list dikhai dene lag jaati hai. jo aapko follow karte hain tatha unke dwara jo bhi activity ki jaati hai vah sari ki sari aapko yahan per dikhai jaati hai.

5) profile

Ab aapko profile wala icon dikh Raha hoga profile wale icon per click karke aap apni profile ki information ko add kar sakte hain. Aur information dal sakte hain yahan per aapko jo bhi log follow karte hain aur Jin logon ko aap follow karte Hain. Vah sab dikhaya jata hai aur aap jo bhi post upload karte hain vah bhi aapko profile mein hi dikhai jaati hai is tarike se aap Instagram ka prayog kar sakte hain. SPLIKES

Antim Shabd

doston asha karte hain aapko hamari yah post pasand I hogi Aaj ki is post ke madhyam se humne aap logon Ko Instagram ke bare mein kuchh mahatvpurn jankari share ki hai. Agar aapane hamari is post ko Sahi tarike se follow Kiya hoga to aap log Jaan Gaye honge ki Instagram kya hai aur iska prayog kaise kiya jata hai.

Leave a Comment